Aaj phir bujh gay jal jal ke umeedon ke chirag

Aaj phir bujh gay jal jal ke umeedon ke chirag
aaj phir taron bhari rat ne ghum tor diya

jin se afsana e hasti mein tasalsul tha kabhi
un muhabbat ki riwayat ne dum tor diya

Comments