Allama Iqbal Ki Aik Hindo Larki Par Nazar Parh Gayi

Allama Iqbal Ki Aik Hindo Larki Par Nazar Parh Gayi
Larki Bohat Khobsorat Thi
Iqbal Bar Bar Usay Dekh Rage Thai Ke Larki Boli

Apne Se Oncha Jo Sanam Dekhte Hain
Zindagi Mai Ranj o Ghum Dekhte Hain

Is Par Iqbal Ne Kaha

Ne Tujh Se Gharz Na Teri Soorat Se Gharz
Hum To Musawwar Ka Qalam Dekhte Hain

Comments

  1. y iqbal ki kis kitab m hy i can't find it any where please help.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Mjhe toh lgta hai ye iqbal k hai nh society mein bht ashaar iqbal k naam se chl rh hain jb k woh ALLAMA shb k hai hi nh

      Delete
    2. Asal sher kuch aisa hai

      Delete
    3. یہ اقبال سموسے والے نے کہا ہوگا، علامہ اقبال صاحب کے شعر نہیں ہیں یہ

      Delete
  2. Hoga bhi nhi ya to ye apny pass sy banaya hai ya ye koi waqia hai jo kisi aur ny bayan ki hai Allama Iqbal ka

    ReplyDelete
  3. Yusuf ThanawalaMarch 24, 2023 5:03 pm

    Yeh Allama iqbal ka sher nahi hai
    Asli sher kuch aisa hai, aseer e nakkhasat yeh durvesh kaisa, fati godri Sanam dekhta yeh durvesh kaisa, na shaida hu tujhe mein toh musavvir ka naqs e qalam dekhta.

    ReplyDelete
    Replies
    1. kisi ny isko asaan lafzo ma bitaan kiya ha q k iqbaal sahab ki shairee bht tuff words ma ha

      Delete

Post a Comment