Sirf tere lye likhi ab Abhi is taraf na nigah kar Main ghazal ki palken sanwar lon
Mera lafz lafz ho aaiNa Tujhe aainay mai utar lon
Main tamam din ka thaka huwa Tu tamam shab ka jaga huwa
zara thehar ja isi m0r par Tere sath shaam guzaar lon
Agar aasman ki numaiSh0n mai Mujhe bhi izn e qayam ho
To main m0tiY0n ki dukaan se Teri baliYan tere haar lon
Kayi ajnabi teri raah ke mere paas se yun guzar gaye
Jinhe dekh kar ye tarap hui Tera naam le kar pukaar lon

Comments
Post a Comment