Meri Dua Hai K Naya Bars Ho Tumhary Jaisa
Naa Kissi Ka DiL Dukhaany WaaLa
Mohabbaton k RafaaQatton K Charagh Har Su JaLaany waLa
Jahaan Mein Koyi Nahi Hai Jinn Ka
Unhen GaLLy Sy Lagaany WaaLa
Ujaarr Aankhon ko Zindagi K Dobara Sapny Dikhany WaLa
Udaas Logon K Aanganon Mein Khushi Ki BaiLein Ugaany WaLa
FaQat Mohabbat FaQat Mohabbat
FaQat Mohabbat Sikhaany WaaLa

Comments
Post a Comment