Ho Gayi Rukhsat Ghata Baarish K Baad.!
Ek Diya Jaltaa Raha Baarish K Baad.!
Meray Behtay Aansoo'n Ko Dekh Kar.!
Ro Paree Thandi Hawaa Baarish K Baad.!
Meri Tanhaai Ka Daaman Thaam Kar.!
Kuch Udaasi Ne Kaha Baarish K Baad.!
Yaad Teri Orrh Kar Main So Gaya.!
Khuwaab Ka Dar Khul Gaya Baarish K Baad.!
Chaand Dekh Kar Baadlon Ki Qaid Main.!
Ek Sitara Ro Diya Baarish K Baad.!
Apnay Kachay Ghar Ki Her Deewaar Par.!
Naam Tera Likh Diya Baarish K Baad.!
Ek Diya Jaltaa Raha Baarish K Baad.!
Meray Behtay Aansoo'n Ko Dekh Kar.!
Ro Paree Thandi Hawaa Baarish K Baad.!
Meri Tanhaai Ka Daaman Thaam Kar.!
Kuch Udaasi Ne Kaha Baarish K Baad.!
Yaad Teri Orrh Kar Main So Gaya.!
Khuwaab Ka Dar Khul Gaya Baarish K Baad.!
Chaand Dekh Kar Baadlon Ki Qaid Main.!
Ek Sitara Ro Diya Baarish K Baad.!
Apnay Kachay Ghar Ki Her Deewaar Par.!
Naam Tera Likh Diya Baarish K Baad.!

Comments
Post a Comment