Hum ne har dukh ko mohabat ka tasalsul samjha

Hum ne har dukh ko mohabat ka tasalsul samjha
Hum koi tum thy k
dunya se shikayat karty??

Hum ne sookhi hui shaakhon pe lahoo chhirka tha
Phool ager ab b na khiltay to qayaamat kartay

Ki mohabat to siyasat ka chalan chhor diya
Hum ager ishq na kartay to hakomat kartay...

Comments