Aao jaanch laite hain dard k Tarazu par

Aao jaanch laite hain dard k Tarazu par
Kis ka Gham kahan tak hai Shiddatain kahan tak hain

Kuch Aziz Logon se puchna to Perta hai
Aaj kal mohabat ki qeemtain kahan tak hain

Aik shaam aa jaao khul k Haal-e-Dil keh lain
Kon janey sanson ki mohaltain kahan tak hain

Comments