Tu jo waadon pe datt gaya hota
Kon kaafir tha jo hatt gaya hota
Teray seenay main dil nahi shayed
Warna abb tak to phatt gaya hota
Tera mera millan jo ho jata
Kia zamanay ka ghatt gaya hota
Aur kuch waqt sath reh letay
Aur kuch waqt katt gaya hota
Hum jo tujh sy lipat k ro letay
Gham ka badal jo chhatt gaya hota
Tujh ko Manzil samjhnay say pehlay
KaAsh wapis palatt gaya hota
Kon kaafir tha jo hatt gaya hota
Teray seenay main dil nahi shayed
Warna abb tak to phatt gaya hota
Tera mera millan jo ho jata
Kia zamanay ka ghatt gaya hota
Aur kuch waqt sath reh letay
Aur kuch waqt katt gaya hota
Hum jo tujh sy lipat k ro letay
Gham ka badal jo chhatt gaya hota
Tujh ko Manzil samjhnay say pehlay
KaAsh wapis palatt gaya hota
Who's the poet?
ReplyDeleteتُو جو وعدوں پہ ڈٹ گیا ھوتا
ReplyDeleteکون کافر تھا ہٹ گیا ھوتا ؟؟
تیرے سینے میں دل نہیں شائد
ورنہ اب تک تو پھٹ گیا ھوتا
تیرا میرا ملن جو ھو جاتا
کیا زمانے کا گھٹ گیا ھوتا ؟
اور کُچھ وقت ساتھ رہ لیتے
اور کُچھ وقت کٹ گیا ھوتا
ھم جو تُجھ سے لپٹ کے رو لیتے
غم کا بادل تو چھٹ گیا ھوتا
تُجھ کو منزل سمجھنے سے پہلے
کاش۔۔! انشاء پلٹ گیا ھوتا
"انشاء"