Competation between ghalib,faraz,wasi and saaqi Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe

Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe
Ghalib
Is liye jab chaha yad kiya jab chaha bhula diya

Janta tha wo mujhko behlane k har andaz
FARAZ
Is liye jab chaha hansa diya jab chaha rula diya

Rakhta to tha wo mera bohat hi khayal
Wasi
Is liye jab chaha khafa kiya jab chaha mana liya

Lagta to tha usko hai mujhse bohat hi piyar
Saaqi
Is liye jab chaha apna bana liya jab chaha daman chura liya

Comments