Wo diL kahan say Laaon teri yaad jo bhula de

Wo diL kahan say Laaon teri yaad jo bhula de
Mujhe yaad Aane waLe Koi rasta bata de

Rehne de mujh ko apne Qadmon ki khaak ban kar
Jo Nhi tujhe Gawara Mujhe khaak mein MiLa day

Mere diL ne tujh ko chaha kya yehi meri khata hai
Maana khata hay Lekin Aisi to na sazaa day

Comments