Tum Bin Dard Hazar Way Dhola
Doori Se Mar Way Dhola
Kabhi Kabhar Apni Aankhon Se
Tanha Tanha Bahne Wale
Aansoo Kiye Qatar Way Dhola
Tum Bin Dard Hazar Way Dhola
Sharm Haya Bhi Aarre Aaye
Sabar Zaban Pe Jam Jam Jaye
Dukhrre Karein Pukar Way Dhola
Tum Bin Dard Hazar Way Dhola
Too Manzil Too Dar Too Rasta
Tairi Zat Ka Phail Gaya Hai
Charon Samt Hisar Way Dhola
Tum Bin Dard Hazar Way Dhola
Aatish Si Koi Bhari Lahoo Mein
Seena Kar Gai Dhuwan Dhuwan
Man Meetha Man Thar Way Dhola
Needein Shab Bhar Pas Na Aaein
Dharrkn Dharrkn Bojh Nirala
Kar Bethe Hain Payar Way Dhola
Tum Bin Dard Hazar Way Dhola
Sari Umar Riyazt Kar K
Hum Ne To Bas Aik Zara Sa
Wapas Kiya Udhar Way Dhola
Tum Bin Dard Hazar Way Dhola
Poet Farhat Abas Shah
Doori Se Mar Way Dhola
Kabhi Kabhar Apni Aankhon Se
Tanha Tanha Bahne Wale
Aansoo Kiye Qatar Way Dhola
Tum Bin Dard Hazar Way Dhola
Sharm Haya Bhi Aarre Aaye
Sabar Zaban Pe Jam Jam Jaye
Dukhrre Karein Pukar Way Dhola
Tum Bin Dard Hazar Way Dhola
Too Manzil Too Dar Too Rasta
Tairi Zat Ka Phail Gaya Hai
Charon Samt Hisar Way Dhola
Tum Bin Dard Hazar Way Dhola
Aatish Si Koi Bhari Lahoo Mein
Seena Kar Gai Dhuwan Dhuwan
Man Meetha Man Thar Way Dhola
Needein Shab Bhar Pas Na Aaein
Dharrkn Dharrkn Bojh Nirala
Kar Bethe Hain Payar Way Dhola
Tum Bin Dard Hazar Way Dhola
Sari Umar Riyazt Kar K
Hum Ne To Bas Aik Zara Sa
Wapas Kiya Udhar Way Dhola
Tum Bin Dard Hazar Way Dhola
Poet Farhat Abas Shah
Comments
Post a Comment