Kaise Lekhon Mein Tere Gham K Fasane Ko
Mere Aansoon Se Ho Gi Khabar Zamane Ko
Dua Mangi Thi Hum Ne K Chaman Mein Bahar Aaye
Koi Phool Khushbu Se Mehkaye Mere Aashiyane Ko
Shama To Jali Thi Par Bujh Gai Zara Si Hawa Se
Hasrat Hi Rahi Marne Ki Us Par Is Parwane Ko
Tanha Chorr Gai Wo Humain Gham K Shehr Mein
Us K Bad Ashkon Se Sajate Hain Hum Ab Aashiyane Ko
AYAZ Jitna Bhi Ro Lo Taqdeer Ka Lekha Mit Nahi Sakta
Dua Karo K Phir Koi Gham Na Aaye Dil Dukhane Ko

Comments
Post a Comment