Paaniyon par nishaan parray hain mere
Naqsh pa bhi kahaan parray hain mere
Kuch sitaaray main saath laaya hoon
Kuch sitaaray wahaan parray hain mere
Main ulajhnay laga tha khud say bhi
Log kuch darmiyaan parray hain mere
Ye samundar hai aur ye kashti hai
Aur ye badbaan parray hain mere
Us jahaan aafrein k paas abhi
Kaise kaisay jahaan parray hain mere
Poet: Tariq Naeem
Naqsh pa bhi kahaan parray hain mere
Kuch sitaaray main saath laaya hoon
Kuch sitaaray wahaan parray hain mere
Main ulajhnay laga tha khud say bhi
Log kuch darmiyaan parray hain mere
Ye samundar hai aur ye kashti hai
Aur ye badbaan parray hain mere
Us jahaan aafrein k paas abhi
Kaise kaisay jahaan parray hain mere
Poet: Tariq Naeem
Comments
Post a Comment