Bar Bar Tujhy kaha Tha Mujhy Apna Na Bana,

Bar Bar Tujhy kaha Tha Mujhy Apna Na Bana,
Ab Chor k Mujhy Dunya Me Tmasha Na Bana,

Mohabat karni Hai To Phir Rooh Me Uter Ja,
Yon Sar-E-Aam Meri izat ka janaza Na Bana,

Muddaton Door Reh kar Ab Pass Aany Lagay Ho,
Yeh Hijr k Zakhm Phir Se Taaza Na Bana...!

Ham Hamesha Se Tere Thay, Ab Q kisi Or Ka Houngay,
Zindagi B Teri Hai,Tu B kisi or ko Apna Na Bana.

Comments