Us nay Aakhri Khat Main Mujhe likha hai
Mujh Ko bhool Jana Ab, Mere Khat Bhi jala dena, Mere Sub tohfay, Jo Maine Tumko bheejay thy Kisi be-Deep qabristan Kay boseeda Pehlu Mein Daba dena" Woh Larki, jissay tanhaiyon say Khof ata tha Woh Kitni hosla-mand Ho Gai hai Main us Ko poochta hoon Kay Tere Baad Meri Zindagi Kaisy Basar Hogi? Wo Saari Meer Ki Nazmein Jo Tum Meri Muhabbat Mein Mujhe Arsaal Karti Thi Wo Ghaalib Kay Sabhi AshAar Ragon Mein Dornay Phirnay Kay Qael To Nahi Lekin Mere Jazbaat Mein Shaamil, Mere Dil Mein Dharakty Hain, Mujhe ab khat Jo aatay Unhein Hargiz Nahi Parhta…

Comments
Post a Comment