Har aik shakhs ki nazren meri uraan men hen
Qadam zameen pe hen haath aasmaan me hen
Shab e firaaq gham e do jahan teri yaden
Na poch kya kya khazane mre makan me hen
Ab apne zabt ko dekhen tumhara gham dekhen
Hamari aankh k aansoo bi imtehaan me hen
Samjh Tou laaiyq e mayar e dushmani hi nahi
Wagarna teer to ab b meri kamaan me hen
Adab ka pas he khamosh ho gaye hen hum
Wagarna youn b nahi aable zuban me hen
yehi nahi k faqat dushmanon ki khabren hen
tamam dost b apne dhyan me hen

Comments
Post a Comment