Suno main laut aya hoon...

Suno main laut aya hoon...
Meri baatein..
Mere waday..
Main apne saath laya hoon..

Suno meri dharkan mein wohi ik saaz bajta hy..
Andaz meri baaton ka..
Tera andaz lagta hy..

Khazaan ke zard patton ko,
Barf se sard mosam ko..
Hijar ki garm Aahon ko...

Tanhai ki baahon ko..
Suno
Main chhor aya hoon..

Abhi jo sakt baaQi hy...
Mera jo waQt baaQi hy....
Sameto mujh ko baahon mein...
Ke ab MAIN LOUT AYA HOON !!

Comments