Shama Thandi Hai Parwane Zinda Hain,
Dasht Mein Khak Uri Deewane Zinda Hain,
Milti Hai Aawaz-E-Ishq-E-Qalandarana Agar Dhondo.
Aaj Bhi Wirano Mein
Mein Aabaad Mastane Zinda Hain.
Dunia Kab Thi Phele Aashna Dasht-E-Karbala Se,
Shaheedon K Lahoo Se Seraab Weerane Zinda Hain,
Howe Jo Paish Baargah-E-Ishq Mein Jaan Day Kar.
Ishq K Maare Un Parwano K Afsane Zinda Hain.
Israar-E-Mohabbat Janna Hai To Dhondo Raaz-E-Hasti,
Zaray Khorsheed K Sooz-E-Ishq Dekhane Zinda Hain,
Mile Jaein Agar Kahein Jabeen-E-Shoq K Jalwe AYAZ,
To Hum Aaj Bhi KhaaK-E-Hasti Metane Zinda Hain...
Poet Ayaz Khan

Comments
Post a Comment