Maana Waadi-e-IshQ Mein Paaon Rakhna Parrta Hai
Lekin Ghar Ko Jaanay Waala Rasta Rakhna Parrta Hai
Tanhaai Wo Zaher Bujhi Talwaar Hai Jis Ki Dehshat Se
Baaz Ooqaat To Dushman Ko Bhi Zinda Rakhna Parrta Hai
Jabar Ki Jitni Oonchi Chaaho Tum Deewaar Utha Lena
Lekin Is Deewaar Mein Ik Darwaaza Rakhna Parrta Hai
Hijar Ka Dariya Aan Parra Hai Beech, To Koi Baat Nahi
IshQ Mein Saathi Thorra Sa To Hoslaa Rakhna Parrta Hai
Be-Khabari Ki Shaamain Hoon To Phir Anjaan Musafir Ko
Sehra Mein Bhi Simatoon Ka Andaza Rakhna Parrta Hai
For More Urdu Poetry,
Like My Facebook Page,
.
.
https://www.facebook.com/pages/Bewafalarka/344112025695477

Comments
Post a Comment