alvida Mah-e-Ramazan..

Ab waqt-e-judai hy mujay alvida keh do
Ab jane ka waqt hy mujy alvida keh do

Me bakhshish ka zariya tha tumhary liye
Dil ro raha hy magar ab alvida keh do

Tumhy afsos to hoga mere jane par
Aaonga lout k phr ab alvida keh do

Tumhary liye rehmat ki waja tumhari bakshish ka sabab
kar lia khuda ko razi to mujhe ab alvida keh do

Me ne tumhey chalna sikha dia manzilon ka pata bata dia
Me na chal sakon ga tumhre 7 ab

Alvida keh do
Alvida alvida Mah-e-Ramazan..

Comments