Wo Dekho Jala Ghar Kisi Ka,
Ye Toote Hain Kis K Sitare,
Wo Qismat Hansi,
Aur Aise Hansi,
K Rone Lage Gham K Mare,
Gaya Jese Jhonka Hawa Ka,
Hamari Khushi Ka Zamana,
Diye Hum Ko Qismat Ne Aasoo,
Jab Aaya Hamein Muskurana,
Bina Hum-Safar He Sooni Dagar,
Kidhar Jaein Hum Be Sahare ?
Hain Rahein Kathan
Door Manzil,
Ye Chaya He Kesa Andhera,?
K Ab Chaand Sooraj Bhi Mil Kar,
Nahi Kar Sakein Ge Sawera,
Ghata Chaye Gi Bahar Aaye Gi,
Na Aaein Ge Wo Din Hamare,
Idhar Ro Rahi Hain Ye Aankhein,
Udhar Aasman Ro Raha He,
Mujhe Kar K Barbad Zalim,
Pasheman Ab Ho Raha He,
Ye Barkha Kabhi To Ruk Jaye Gi,
Rukein Na Aansoo Hamare...
Ye Toote Hain Kis K Sitare,
Wo Qismat Hansi,
Aur Aise Hansi,
K Rone Lage Gham K Mare,
Gaya Jese Jhonka Hawa Ka,
Hamari Khushi Ka Zamana,
Diye Hum Ko Qismat Ne Aasoo,
Jab Aaya Hamein Muskurana,
Bina Hum-Safar He Sooni Dagar,
Kidhar Jaein Hum Be Sahare ?
Hain Rahein Kathan
Door Manzil,
Ye Chaya He Kesa Andhera,?
K Ab Chaand Sooraj Bhi Mil Kar,
Nahi Kar Sakein Ge Sawera,
Ghata Chaye Gi Bahar Aaye Gi,
Na Aaein Ge Wo Din Hamare,
Idhar Ro Rahi Hain Ye Aankhein,
Udhar Aasman Ro Raha He,
Mujhe Kar K Barbad Zalim,
Pasheman Ab Ho Raha He,
Ye Barkha Kabhi To Ruk Jaye Gi,
Rukein Na Aansoo Hamare...
Comments
Post a Comment