Shareek-e-Gul Bhi Raha, Awara-a-Saba Bhi Raha
Aur Apni Zaat K Sehra Mein La-pata bhi Raha
Milay Har Ik Say Taanay Salamti k Mujhay
Kissay Khabar K Maiin Andar Say Tootta Bhi Raha
Hui Ajeeb Zamanay Mein Parwrish Meri
kamar Tanni Bhi Rhi, Hath Mein Aasa Bhi Raha
Wo Mujh Say Chahta Kya Tha Mujhay Khabar Na Hui,
Mein Bikharta Bhi Raha Khud Ko Sametta bhi Raha
Kati Hai Umar meri aisay Ajeeb Dorahay per,
Main Apnay Aap Say Khush Bhi Raha Khafa Bhi Raha.!

Comments
Post a Comment