Shehar Mein Aisi Koi
Mah-Jabeen Bhi To Nahi Rehti
Ghazal Jis Par Kahi Jaye
Alif Si Naak Ho Jis Ki
To Chehra Noon Jaisa Ho
Haseen Aankhain Magar Woh
Qaaf K Nukton K Jaisi Hon
To Gaisu Laam Jaisy Hon
Hon Jis K Hont Bay Jaisy
Rukh-E-Zaiba k khal-o-khad hijjy hon
To chehra inqilab uska
Agar tasveer khinchwae toh kaghaz par
Faqat ek inqlab aye
Faqat ek inqlab aye
Mah-Jabeen Bhi To Nahi Rehti
Ghazal Jis Par Kahi Jaye
Alif Si Naak Ho Jis Ki
To Chehra Noon Jaisa Ho
Haseen Aankhain Magar Woh
Qaaf K Nukton K Jaisi Hon
To Gaisu Laam Jaisy Hon
Hon Jis K Hont Bay Jaisy
Rukh-E-Zaiba k khal-o-khad hijjy hon
To chehra inqilab uska
Agar tasveer khinchwae toh kaghaz par
Faqat ek inqlab aye
Faqat ek inqlab aye
Comments
Post a Comment