(Koi Tha)

Koi Tha
Jo meri Ankhein parhta tha

Meri bat0n pe marta tha
Na Jaane shakhs tha kesa
MUjhe kh0ne se darta tha
Wo jab bhi baat karta tha

Yehi har bar kehta tha
Agar mein bhool JaUn to
Agar mein rootth JaUn to
kabhi wapis na aaUn to

Bhula pao ge sab kUch kya
Yuhi hanste rah0 ge kya
Yuhi sajte raho ge kya
Yehi batein thi bs Uski

Yehi yaaden hein bs Uski
MUjhe maLoom hy itna
k Mera K0i apna tha
Mujhe khone se darta tha,,,,!

Comments