Shoq say jis qadar chaho phir rulao hamen.

Shoq say jis qadar chaho phir rulao hamen.
Magar bachpan ki tarah ek bar galy lagao hamen.

Jab nendon main tujh say guftgon karny lagen.
Tujhy qasam hai phir aisay main na jagao hamen.

Mein apni hayat ka har lamha tujhy de sakta hu.
Kabhi to mang kar dekho youn na aazmao hamen.

Tumhary chahny waly bhoht hunge lekin.
Hamari tarah ka b koi dekhao hamen.
Khaloos,payar.o.mohbbat or sada mezaj.
Kon c ada pasand hai tumhen ye btao hamen.

Khud gharz ham nahen ay dost teri qasam.
Jab tera jee chahy aawaz do bolao hamen.

Comments