Ye sheher seher zada he sadaa kisi ki nahi,
Yahan khud apny liye b dua kisi ki nahi.
Khazan me chaak gareban tha me bahaar me tu,
Magar ye fasl-e sitam aashna kisi ki nahi.
Sab apny apny afsany sunaty jaty hen,
Nigah-e yar magar hum nawa kisi ki nahi.
Me aaj zad pe agar hon to khush guman na ho,
Charagh sub k bujhengy hawa kisi ki nahi,
FARAZ apni jigar kavyon pe naaz na kar,
K ye mataa-e hunar b sadaa kisi ki nahi...!

Comments
Post a Comment