wo maghroor sa tha phir bhi achaaa lagta tha,

wo maghroor sa tha phir bhi achaaa lagta tha,

Wo apna nhi tha phir bhi apna lagta tha ,

Rehta tha wo har pal khoya meri yaadon mai,

Aik pal ka bicharna bhi ussy bura lagta tha,

Yakeen nhi aata ke uss ne bewafai kar li,

Jo shakhs mujhe ehl,e,wafa lagta tha,

Ajab tha roop us ka ajab thi ada us ki,

Har lihaaz se wo sab se judaa lagta tha,

Aaj to apna mooh phair hi liya uss ne,

Jis ko zinda rehne ki main waja lagta tha,

Hum ne jo pocha kia yaad aate thay hum tum ko,

Uss ne muskura ke keh dia k tu mera kia lagta tha...

Comments