Khafa hona Mana lena...

Khafa hona Mana lena...
Ye sadion se Riwayat hai.
Mohabat ki Alaamat hai
Gilly shikwe kro mujh se..

Tmhen eski ijazat hai..
Mgr ik bat meri yad rakhna
Kabhi aisa b hota hai
Hawaain rukh badalti hein..

Khizain loat aati hein..
Khatahin ho hi jati hein..
Khafa hona b mumkin hai..
Khata hona b mumkin hai..
Mgr yun haath se daman Churaya to nahi krte..

Humesha yaad rakhna tum..
Taaluk"ROOTH"
jane se.
Kabhi Toota nahi karte..

Comments