Betaab se rehtay hain teri yaad main aksar,

Betaab se rehtay hain teri yaad main aksar,
Shab bhar nahi sotey teri yaad main aksar,

Bedard zamaney ka bahana sa
bana k,
Hum toot k rotey hain teri yaad me aksar,

Bhool jain tumhen yeh to mumkin hi nahi,
Hum khud ko bhool jate hain teri yaad main aksar..

Comments