Usne kaha EID a rahi hai

Usne kaha EID a rahi hai
maine kaha teri yad rula rahi hai,
usne kaha EID manao gay,
maine kaha kya tum aao gay,
usne kaha rona na EID k din,
maine kaha rukte nahi aansu tere bin,
usne kaha udaas na hona EID k din,
maine kaha bara hota hai ye din,
usne kaha kab tak na karo gay EID ,
maine kaha jab tak na ho teri deed,
usne kaha ab k baras EID manaogay,
maine kaha agar tum jo ao gay,
usne kaha zid na kya kar,
maine kaha youn EID k din door na raha kar,

Comments