Zuban Tak Jo na Aaye Wo Mohabbat or hoti Hai
Fasana Aur hota hai Haqiqat Aur hoti Hai
Yeh Maana Sheesha-e-dil Ronaq-e-Bazar hota Hai
Magar Jab Toot Jata Hai to Qeemat Aur hoti Hai
Nigahain Jaanch Leti hain Mohabbat ki Adaaon ko
Chupanay sy Zamanay Bhar Main Shohrat Aur hoti Hai
Yeh Maana Husn ki Fitrat Bohot Nazuk hai
Mizaj-e-Ishq ki Lekin Nazakat Aur hoti hai

Reviewed by Murad Khan
on
April 14, 2016
Rating:

No comments: