sata sata ke hamein ashk baar karti hai.

sata sata ke hamein ashk baar karti hai.
tumhaari yaad bahut beqqaraar karti hai.

Wo din jo sath guzare the pyar ke hamne.
Talaash unn ko Nazar baar baar karti hai.

Gila nahi jo Nasiboon ne kar diya hai juda.
teri judaayi bhi ab ham ko pyaar karti hai.

Kinare Bait ke Jis ke kie the qaul-o-qarar.
Nadi woh Abb bhi tera intazaar karti hai

Maine Chaha Hai Sadiyun Se Tujhe Mere Humdum
Tu Kyun Ye Baat Manne Se Inkaar Karti Hai

Comments