Judaion ki udas rut mai khafa na hona

Judaion ki udas rut mai khafa na hona
Main lot aya to Qurbaton ke haseen mosam se
dil ka angan sanwaar dun ga
Bahaar is me utar don ga
Main lay ke aon ga sath apnay
Mohabaton ke Gulab mosam
Wafa me doobay seemab lamhay
Tumhari khatir
Tumhari khatir
Magar wo aaya To Uzaar laya jawaz laya
wazahaton ka mahaaz laya
Main jin dukhon ki tha inteha per
Wo phir se un ka aaghaz
laya

Comments