Jo gum huwe wo zamanay talash karta hon

Jo gum huwe wo zamanay talash karta hon
Main wapsi ke bahanay talash karta hon

Jisay ujaar samajh kar kisi ne chor diya
Main us khandar mein khazane talash karta hon

Comments