Kati Hai Zinadgi Apni Ab ke Bhi Lachaaron ki Tarhan

Kati Hai Zinadgi Apni Ab ke Bhi Lachaaron ki Tarhan
Haseen Zindagi Guzri Hai Apni Bemaaron Ki Tarha

Pakizaa Dil Pe Lagti Rahin Badnaami Ki Lagi Mohrein
Hum Khamosh They Wahaan Bhi Deewaron ki Tarhan

Parakhne ka Hunar Usey Muyassar Na Tha Warna
Hum Toh They Jungle Main Puchey Nazaron Ki Tarhan

Mukhtasir Kar k Tune Hi Torr Diya Taaq E Taalluq E Dost
Mein Toh Aaj Bhi Kharra Hoon Yahaan Karzdaaron Ki Tarhan

Uske Asool E Judaai Ki Daad Deta Hai Mera Dil Bhi
Warna Yaad Hai Aaj Bhi Woh Mujhe Bahaaron ki Tarhan

Haqiqat Mein Jis Ka Makaan Door Hai Chand Qadam Bus
Par Dil Jaise Taakta Hai Jaise Aasman K Taaron Ki Tarhan

Comments