Agar tum mai se koi mujhe muthi bhar JANNAT ki matti la ke de ga

Teacher students se: Agar tum mai se koi mujhe muthi bhar JANNAT ki matti la ke de ga to
wo tum mai se kamyab student hoga

Aglay din 1 chota bacha muthi bhar mati le aya or teacher ko day di

Teacher naraz ho ke kaha: Tm mujh se mazaq kar rahay ho
Ye mati kahan se laye

Student ne anso bhari ankhon ke sath jawab diya
Ye mati me apni MAA ki qabar se utha laya hon
ap he nay hamain sikhaya ke Maa ke qadmon talay Jannat hay

Sakht tofan mai bhi aasan safar lagta hay
ye mujhay meri Maa ki duaon ka asar lagta hay
sari umar meri MAA ne soyi bas
Maine aik bar kaha tha MAA MUJHE DAR LAGTA HAI

Don't stop this message
Love ur Mother

Comments