Tumhen kya yaad Hain wo paL

Tumhen kya yaad Hain wo paL
M0habbat ke Haseen Lamhe
Haseen Taron bhari Raten
w0 Pyaari Pyaar ki baaten
w0 Dil 0r jaan ki baaten

Mujhe sub yaad Hain Ab bhi
B0hat AnmoL thay w0 paL
kabhi bhuLa Nahi sakte

Najaane kya khataayen Theen
Najaane kya GhaLat fehmi
Hamen Ab Dard Deti hai
Yeh D0ori 0r yeh tanhayi

Bata0
kya karen Ab Hum
Hamen yeh Dard sehna hai
kissi k hijar Mein Mujh k0
Har paL Tarrapna hai
Magar Hum Ab bhi kehte hain
w0 Hamare DiL Main Rehte hain

Hamen t0 yaad hai sub kuch
w0 baat karna
w0 Yaad karna
w0 pyaar karna
kabhi bhuLa Nahi sakte
Tumhen bhi yaad hai sub kuch
Yaa sub kuch bh0oL baithay H0
Magar sub yaad hai hum k0
kabhi bhuLa Nahi sakte
Tumhare bin Mere HumDum
Magar Hum Jee Nahi sakte

Comments