Farz karo tum kuch na pao Apna aap luta kar bhi

Farz karo tum kuch na pao Apna aap luta kar bhi
Farz karo koi mukar he jaaye Sachi qasam utha kar bhi

Or farz karo ye farz na ho Sachi aik haqeeqat ho
Tere ishq k har rastay par Jaana aik qayamat ho

Or suna hai ye qayamat Khoon jigar ka peeti hai
Tum to yaara farz karo gay Hum pay ye sab beeti hai

Comments