Har kisi ko duniya me shohratain nhi milti Zindagi k lamhon ki qeematain nhi milti

Har kisi ko duniya me shohratain nhi milti
Zindagi k lamhon ki qeematain nhi
milti

Fatah ki khuwahish me amal b to lazim hain
Sirf kuch iraadon se manzilain nhi milti

Faislay ye chahat k aasmano pe hotay hain
2 dilon k milnay se qismatain nhi
milti

Deen aur Duniya ko 7 rakhna parta hai
Masjidon me rehnay se jannatain nhi milti

Maan lo is zamanay me or b hain mujh jaisay
Hasb-e-aarzo jinhay chahatain nhi milti...

Comments