FARQ Sirf Itna Tha' Us ki Doli uthi, Meri Mayyat uthi;

FARQ Sirf Itna Tha'
Us ki Doli uthi,
Meri Mayyat uthi;
Phool us par B the''
Phool Mujh par B the,
Mehfil wahan B thi.
Loog yahan B the',
Rona wahan B tha.'
Rona yahan B tha,
Saheliyan us ki B thi.
Dost mere B the.
Kalme us k B pare,
Kalme mere B pare''
Qazi udhar B tha.
Molvi idhar B tha,
Wo Sajj k gai,,
Mujhe Sajaya gaya''
Wo Uth k gai.
Mujhe Uthaya gaya'.
"" Fraq Sirf itna tha ""
Ussey Apnaya gaya,
Aur.
Mujhe Dafnaya gaya.

Comments

  1. saach mein yeh gazal lagta hai mere liye hi bani hai main jab bi ye gazal parti honn mujhe wo yaad ata hai us ki mohabat uski chaahat uski aasqi uska dewanapan uska janoon uska mere pe marna kaaah main us se bewafai na karti to wo ajj zinda hota wo mujh se itni mohabat karta ke jab meri doli uthni thi uski mayat bi uthi wafa karne ki khatir aur mujhe dikane ki khatir ke mujhe kitna chahta tha wo duniya se hi mu pher gaya meri majburi thiain kya karti akhair larki hoon na main use yeh to nahi bata saki ki wo mere liye kya hai per app sabse request hai dua kare ke alllah mujhe maaf karde aur wo bi

    ReplyDelete

Post a Comment